Jo Maza Hay Naswaar Me..
Na Ishq Main Na pyar May..
Moto Me na car Main..
Dil Main na dildar Mein
Jo Maza Hy Naswar mein.
Ghar Main na bazaar Mein,
Bagh Mein na bahar Mein,
Na 7 samadar Paar Mein..
Jo maza Hay Naswar Mein..
Aam me na anar may..
Chatni me Na achar main.
Na Hansi Mein na Dakar mein.
Jo Maza Hay Naswar Mein.
Tapey main na V.C.R Mein.
Na payal key Jankar mein.
Jo Maza hain Naswar Mein!!!!!....![]() |
Make Online Money |